Kaashi Mein Kailashi (काशी में कैलाशी - भजन)


Bam Bhole Bam Bhole
Kailash Ka Vasi Bam Bhole
Milta Hai Jo Kashi Bam Bhole
Dhamaru Par Nache Jhum Jhum
Kar Door Udasi Bam Bhole
Man Ka Bhola Mere Bhole Nath
Lagatha Sundar Gaura Ke Sath
Duniya Ke Palak Haari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandi Ki Savari
Jata Se Nikale Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bhandari

Bhola Nath Bhola Bandari
Jata Se Nikale Ganga Pyari

Poojati Hai Jinko Duniya Ye Saari
Naam Pukare Kahe Tripurari
Mathe Pe Chandha Hai Bhasm Lagaye
Naago Ke Mala Gale Me Ye Pyari

Karte Hain Sabke Man Mein Vaas
Jitne Aghori Inke Daas
Mere Neel Kant Vishdhari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandi Ki Ka Sawari
Jata Se Nikle Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bhandari

Har Har Mahadev

Devo Ke Deva Ajab Teri Maya
Jatadhari Tu Ganga Dhari Kahlaaya
Ya Bhashmasur Ko Bhasam Tune Bhole
Utha Tu Bhayankhar Jab Usne Machaya

Mere Dil Mein Jaggi Teri Pyas Pyas
Hai Raghuvar Har Saans Saans
Hanuman Sumir Poojari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandiki Ki Savari
Jata Se Nikale Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bandari

Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
काशी में कैलाशी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बम भोले बम भोले, कैलाश का वासी, बम भोले, मिलता है जो काशी, बम भोले, धमारू पर नाचे झूम-झूम, कर दूर उदासी, बम भोले
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya, Ah Ke Duariya Na, Baba Baidyanath Hum Ayal Chhi, Bhikhariya Ahaan Ke Duariya Na ॥

Deedar Karne Aaya Tere Dwar

Alakha Jaga Ke Jogi, Aaya Tere Dwar, Aaya Tere Dwar Maiya, Aaya Tere Dwar, Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Koi Devta Nahi Hai Bhole Nath Ki Tarah

Koi Devta Nahi Hai, Bhole Nath Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah ॥

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun