Kailash Shikhar Se Utar Kar (कैंलाश शिखर से उतर कर: भजन)


Kailash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥
Aa Gaye Hai Prabhu Gaura Maiya Ke Sang,
Aa Gaye Hai Prabhu Gaura Maiya Ke Sang,
Manbhavan Roop Ye Dhar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar,
Kainlash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Putr Kartik Ganesh Bhi Sang Aaye Hai,
Putr Kartik Ganesh Bhi Sang Aaye Hai,
Riddhi Siddhi Ko Sath Mein Le Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar,
Kainlash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Thal Tum Aarti Ka Sajao Sakhi,
Thal Tum Aarti Ka Sajao Sakhi,
Sabhi Mangal Gao Mil Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar,
Kainlash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Aaj Ichchha Hogi Sabke Dil Ki Poori,
Aaj Ichchha Hogi Sabke Dil Ki Poori,
Payenge Darshan Ji Bhar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar,
Kainlash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar,
Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥
कैंलाश शिखर से उतर कर: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आ गए है प्रभु गौरा मैया के संग, आ गए है प्रभु गौरा मैया के संग, मनभावन रूप ये धर कर, मेरे घर आए है भोले शंकर, कैंलाश शिखर से उतर कर, मेरे घर आए है भोले शंकर ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanMaha Shivaratri BhajanMonday BhajanDeoghar BhajanJyotirling Bhajan

Other Popular Kailash Shikhar Se Utar Kar Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Khedapati Mandir Main Mahara Balaji Viraje

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Shambhu Paiyan Padu

Shambhu Paiyan Padu

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...