Lagi Lagi Hai Lagan Mahne Shyam Naam Ki (लागी लागी है लगन म्हाने श्याम नाम की: भजन)


Laagi Laagi Hai Lagan,
Mhaane Shyam Naam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki,
Mhaare Naina Ke Jharokhen Mein Hai,
Soorat Shyam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki ॥
Shyam Ki Dhun Mein Magan Rava Mhe,
Nit Saanvariye Ka Bhajan Kara Mhe,
Hai Khurak Shyam Naam Mala,
Subah Shaam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki ॥

Mite Na Mitaya Preet Aur Gahari Ho Gayi,
Prem Rog Lagyo Main to Ban Gai Jogi,
Main to Rangali Mhaari Chunadiya,
Shyam Naam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki ॥

Ora Ne Bulava Jad Kare Hai Bahano,
Shyam Hi Jaane Saancho Saath Nibhaano,
Jhoothi Duniya Ki Preet,
‘Golu’ Kai Kaam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki ॥

Laagi Laagi Hai Lagan,
Mhaane Shyam Naam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki,
Mhaare Naina Ke Jharokhen Mein Hai,
Soorat Shyam Ki,
Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne,
Yaari Shyam Ki ॥
लागी लागी है लगन म्हाने श्याम नाम की: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लागी लागी है लगन, म्हाने श्याम नाम की, भागी भागी म्हारे हिवड़े ने, यारी श्याम की, म्हारे नैणा के झरोखें में है, सूरत श्याम की ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare