Maa Durge Ashish Do (माँ दुर्गे आशीष दो)


Maa Durge Ashish Do Maa Durge Ashish Do,
Maan Mein Mere Vas Ho Tera Charano Sang Prit Ho ॥
Janam Janam Ka Saath Ho Tera Itana Ashrivad Do,
Kirpa Teri Bani Rahe Maa Sar Pe Haath Ho,
Maa Durge Ashish Do Maa Durge Ashish Do,
Maan Mein Mere Vas Ho Tera Charano Sang Prit Ho,
Maa Durge Ashish Do ॥

Jab Bhi Tujhko Yaad Kiya Pal Mein Darsh Dikhati Ho,
Apne Bachho Ko Maiya Mamata Se Gale Lagati Ho,
Maa Gale Lagati Ho,
Maa Durge Ashish Do Maa Durge Ashish Do,
Maan Mein Mere Vas Ho Tera Charano Sang Prit Ho,
Maa Durge Ashish Do ॥

Tere Naam Ka Amrut Paaye Ashi Kirapa Kar De Maa,
Jholiyan Sabki Bhar Jaye Najar Nehar Ki Kardo Maa,
Najar Nehar Ki Kardo Maa,
Maa Durge Ashish Do Maa Durge Ashish Do,
Maan Mein Mere Vas Ho Tera Charano Sang Prit Ho,
Maa Durge Ashish Do ॥
BhaktiBharat Lyrics

Maan Mein Mere Vas Ho Tera Charanon Sang Prit Ho,
Maa Durge Ashish Do ॥
माँ दुर्गे आशीष दो - हिन्दी में पढ़ें
माँ दुर्गे आशीष दो माँ दुर्गे आशीष दो, मन मे मेरे वास हो तेरा चरणो संग प्रीत हो ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

Other Popular Maa Durge Ashish Do Video

By Kavita Paudwal

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye