Maa Ka Hai Jagrata Maa Ko Aaj Manayenge (माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे: भजन)


Maa Ka Hai Jagrata,
Maa Ko Aaj Manayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥
Din Aaj Khusi Ka Aaya Hai,
Maa Ka Darwar Sajaya Hai,
Maa Ke Bhakton Maa Ki Mahima,
Sabko Sunayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Ye Vare Nyare Karati Hai,
Khusoyon Se Jholi Bharti Hai,
Maa Ke Dar Se Bhakt Jholiyaan,
Bhar Le Jayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Bhakto Ne Dhum Machae Hai,
Nach Nach Ke Dhul Udai Hai,
‘Khanna’ Maa Ki Mahima Gake,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Maa Ka Hai Jagrata,
Maa Ko Aaj Manayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥
माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे, जय माता दी बोल के, सब जयकारे लाएंगे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥