Maa Ke Naam Ka Server (मां के नाम का सरवर)


Bol Pyare Jay Mata Di 2 Bol Bol Pyare Jay Mata Di 2
Maan Ke Pyar Ka Server,
Maan Ke Naam Ka Server,
Kabhi Na Daun Hoga,
Zindagi Ke Saath Bhi Zindagi Ke Baad Bhi,
Maan Ke Pyar Ka Server......

Onalain Baithi Maiya Sabko Pyar Baate 2
Kyon Neend Mein Soya Deewane Apni Lain Kaate 2
Number Apna Sev Karale Maan Ke Charan Mein Dhyan Lagale 2
Life Time Deta Milega Balance Kam Na Hoga 2
Zindagi Ke Sath Bhi Zindagi Ke Baad Bhi..........

Facebook Tweeter Whatsapp Masenger 2
Sun Le Prani Is Duniya Mein Sabhi Ek Pasenger 2
Incoming Outgoing Sabko Hona Padega 2
Maan Ke Charan Mein Selphi Lele Balance Tera Badhega 2
Zindagi Ke Saath Bhi Zindagi Ke Baad Bhi..........

Bol Pyare Jay Mata Di 2 Bol Bol Pyare Jay Mata Di 2
मां के नाम का सरवर - हिन्दी में पढ़ें
मां के प्यार का सरवर, मां के नाम का सरवर
Bhajan Maa Vaishno BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanMaa Ambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..