Shri Krishna Bhajan

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki (मैं तो आरती उतारूँ रे संतोषी माता की - माँ संतोषी भजन)


Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki
Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratri, Navratri, Mata ki Chauki, Devi Jagran, Jagrata, Friday, Durga and Ashtami.
Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।

Badi Mamata Hai Bada Pyar Maa Ki Aankhon Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Badi Karuna Maya Dular Maa Ki Aankhon Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Kyoon Na Dekhoon Main Barambar Maa Ki Aankhon Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Dikhe Har Ghadi Naya Chamatkar Aankhon Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Nraty Karo Jhoom Jhoom, Chham Chhama Chham Jhoom Jhoom,
Jhanki Niharon Re।

Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।

Sada Hoti Hai Jai Jai Kar Maa Ke Mandir Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Nitt Jhanjhar Ki Hove Jhankar Maa Ke Mandir Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Sada Manjeere Karate Pukar Maa Ke Mandir Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Varadan Ke Bhare Hain Bhandar, Maa Ke Mandir Me।
Maa Ki Aankhon Me।
Deep Dharo Dhoop Karoon, Prem Sahit Bhakti Karoon,
Jeevan Sudharon Re।

Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Main To Aarti Utaron Re Santoshi Mata Ki।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Maa।

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

मैं तो आरती उतारूँ रे संतोषी माता की - माँ संतोषी भजन हिन्दी में पढ़ें

मैं तो आरती उतारूँ रे संतोषी माता की। जय जय संतोषी माता जय जय माँ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanSantoshi Maa Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand...

Bhagwan Laut Ayodhya Aaye

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas, Bhagwan Laut Ayodhya Aae

Ram Dhun From Movie Main Atal Hoon

Ram Dhun, Jhooth jagat ka Nahi bharosa, Ek Bharosa ek hi naam..

Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Bhakto Se Kam Pade

Prabhu Kevat Ki Naav Chadhe, Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Bhakto Se Kaam Pade ।

Mujhe Das Banakar Rakh Lena

Mujhen Das Banakar Rakh Lena, Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥ Main Bhala Bura Hoon Tera Hoon,

Sita Ram Japa Kar

Chanchal Manan, Seetaram Seetaram Japaakar Ram Ram Ram Ram Rata Kar

Ram Ji Ka Mandir Lage Neeko

Duniya Ki Chakachaundh Bhulun Main, Ram Siya Ram Hi Bolun Main Hai Na Thikana Koi Khushi Ka Aisa Tej Chhaya Mandir Chhavi Ka । Ram Ji Ka Mandir Ram Ji Ka Mandir Lage Neeko, Iske Aage Lage Saaro Jag Pheeko ।

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP