Maa Ki Dua Badi Hai (माँ की दुआ बड़ी है: भजन)


Lakh Baar Gir Kar main,
Har Baar Utha Hun,
Jab Bhi Sankat Aaya,
Tera Naam Japa Hun,
Kese Kahun Main Chala Akela,
Pag Pag Saath Chali Hai,
Mamata Ke Anchal Main hun Pala,
Teri Karuna Badi hai,
Aaj Hun Main Jo Kuch Bhi,
Maa Ki Dua Badi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai ॥
Har Sankat Ko Harane Ko,
Maa Ka Aanchal Kaphi Hai,
Kali Kamala Kalyani,
Duja Na Koi Saathi Hai,
Kabil Mujhe Banaane Ko,
Wo Har Pal Saath Khadi Hai,
Girata Dekh Uthane Ko Wo,
Tuphanon Se Ladi Hai,
Aaj Hun Main Jo Kuch Bhi,
Maa Ki Dua Badi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai ॥

Meri Maan Hai Maa Meri Jaan Hai Maa,
Tu Hi Meri Bhagaban Hai Maa,
Swarg Tere Charanon Mein,
Sewa Ka Bardan Hai Maa,
‘Mohit’ Ke Jeevan Mein Maiya,
Ambe Sabase Badi Hai,
Sada Rahun Aanchal Ki Chhaav,
Maa Tu Hi Krpame Hai,
Aaj Hun Main Jo Kuch Bhi,
Maa Ki Dua Badi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Lakh Baar Gir Kar main,
Har Baar Utha Hun,
Jab Bhi Sankat Aaya,
Tera Naam Japa Hun,
Kese Kahun Main Chala Akela,
Pag Pag Saath Chali Hai,
Mamata Ke Anchal Main hun Pala,
Teri Karuna Badi hai,
Aaj Hun Main Jo Kuch Bhi,
Maa Ki Dua Badi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai,
Bhagaban Na Dekha Maine,
Bhagaban Meri Wahi Hai ॥

Navratri 2026 Dates

Date Tithi Navratri Devi Name Color
19 March Amavasya Mata Shailputri Puja, Ghatasthapana, Nav Varsh Yellow
20 March Dwitiya Mata Brahmacharini Puja, Cheti Chand Green
21 March Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Matsya Jayanti, Gangaur Gray
22 March Chaturthi Mata Kushmanda Puja Orange
23 March Panchami Mata Skanda Mata Puja, Lakshmi Panchami White
24 March Sashti Mata Katyayani Puja, Yamuna Chhath Red
25 March Saptami Mata Kalaratri Puja Dark Blue
26 March Ashtami Mata Mahagauri Puja, Durga Ashtami Pink
27 March Navami Mata Siddhidatri Puja, Rama Navami, Navratri Paran, Swaminarayan Jayanti Purple
माँ की दुआ बड़ी है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
लाख बार गिर कर मैं, हर बार उठा हूँ, जब भी संकट आया, तेरा नाम जपा हूँ, कैसे कहूं मैं चला अकेला, पग पग साथ चली है, ममता के आंचल में हूं पला, तेरी करुणा बड़ी है, आज हूँ मैं जो कुछ भी, माँ की दुआ बड़ी है, भगवान ना देखा मैंने, भगवान मेरी वही है, भगवान ना देखा मैंने, भगवान मेरी वही है ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥