Mahakal Meri Manzil Ujjain Hai Thikana (महांकाल मेरी मंजिल, उज्जैन है ठिकाना - भजन )


Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana,
Main Gulam Hun Bhole Ka,
Mere Saath hai Jamana,
Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana ॥
Mera Kya Bigad Lega,
Jo Khilapha Hai Jamana,
Mujhe Dar Nahi Kisika,
Main Hun Bhole Ka Dewana,
Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana ॥

Pal Bhar Main Bhole Baba,
Bigdi Ko Banate Hai,
Bin Mange Bhole Baba,
Darshan Ye Dete Hai,
Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana ॥

Mahakal Ki Dewani,
Ujjain Mein Aate Hai,
Mahakal Ke Bhavan Mein,
Jaykare Lagate Hai,
Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana ॥

Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana,
Main Gulam Hun Bhole Ka,
Mere Saath hai Jamana,
Mahakal Meri Manjil,
Ujjain Hai Thikana ॥
महांकाल मेरी मंजिल, उज्जैन है ठिकाना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
महाकाल मेरी मंजिल, उज्जैन है ठिकाना, मैं गुलाम हूँ भोले का, मेरे साथ है जमाना, महांकाल मेरी मंजिल, उज्जैन है ठिकाना ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥