Mahakal Se Nata Hai (महाकाल से नाता है - भजन)


Unke Siva Ab Is Dil Ko,
Koi Aur Nahin Bhata Hai
Unke Siva Ab Is Dil Ko,
Koi Aur Nahin Bhata Hai
Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahadev Se Naata Hai,
Mera Mahadev Se Naata Hai
Na Chahat Sone Chandi Ki,
Na Chahat Hire Moti Si
Jyada Kuchh Nahin Mangoo Bhole,
De-De Kutiya Chhotisi
Na Chahat Sone Chandi Ki,
Na Chahat Hire Moti Si
Jyada Kuchh Nahin Mangoo Bhole,
De-De Kutiya Chhotisi
Bolake Kya Main Mangoo Ho Ho
Jab Bin Bole Mil Jata Hai

Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahadev Se Naata Hai,
Mera Mahadev Se Naata Hai

Bangala Bhi Diya Gadi Bhi Di
Aur Dediya Karobar
Kripa Sab Par Karte Hain Mere Mahakal Sarkar
Kripa Sab Par Karte Hain Mere Mahadev Sarkar
Kismat Se Kya Mangu Main,
Kismat Ko Wahi Banata Hai
Kismat Se Kya Mangoo Main,
Kismat Ko Wahi Banata Hai

Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahadev Se Naata Hai,
Mera Mahadev Se Naata Hai

Teri Krpa Khoob Apar Hai
Aur Khushiyon Ki Bharamar Hai
Karde Kripa Tagdi Baba
Sab Ki Yahi Pukar Hai
Ab Mahakal Hi Pita Hai Mere, Ho Ho. .
Ab Mahakal Hi Pita Hai Mere
Mahakal Hi Mata Hai
[Bhakti Bharat Lyrics]

Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahakal Se Naata Hai,
Mera Mahakal Se Naata Hai
Mahadev Se Naata Hai,
Mera Mahadev Se Naata Hai
महाकाल से नाता है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
उनके सिवा अब इस दिल को, कोई और नहीं भाता है, महाकाल से नाता है, मेरा महाकाल से नाता है, महादेव से नाता है, मेरा महादेव से नाता है
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanMahakal BhajanGulami BhajanKishan Bhagat Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye