Mahal Ko Dekh Dare Sudama (महल को देख डरे सुदामा - भजन)


Mahal Ko Dekh Dare Sudama
Ka Re Bhi Mori Ram Madiya
Kahan Ke Bhup Utre
It Ut Bhatkat,chahun or Khojat
Man Mein Soch Kare
Ka Re Bhi Mori Ram Madiya
Prabhu Se Vinay Kare

Kanak Atari Chadhi Boli Sundari
Kahe Bhatak Rahyo
Sakal Sampda Hai Grih Bheetar
Deenanath Bhare

Pratham Dwar Gajraj Viraje
Dooje Ashwa Khade
Tije Dwar Vishwakarma Baithe
Hira-ratan Jade

Deenanath Tinhan Ke Andar
Ja Par Kripa Kare
Soordas Prabhu Aas Charan Ki
Duhkh Daridra Hare

Bhakti-Bharat Presents the Famous Bhajan to All the Devotees Depicting the Grace of Bhagwan Krishna on His Sakha Sudama. Let Us Incorporate Bhajans Into Our Daily Routine.
महल को देख डरे सुदामा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
महल को देख डरे सुदामा, का रे भई मोरी राम मड़ईया, कहाँ के भूप उतरे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanSudama BhajanSwasti Pandey BhajanUSA BhajanAmerican BhajanFriendship Day Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥