Mahamantra Shivji Ka Hame Pyara Lage (महामंत्र शिवजी का, हमें प्यारा लागे - भजन)


Mahamantra Shivji Ka,
Hame Pyara Lage ॥
Mahamantra – Om Trimbakam Yajamahe,
Sugandhi Pushtivardhanam,
Urvarukamiv Bandhanan,
Mrityormukshiya Mamritat ॥

Mahamantra Shivji Ka,
Hame Pyara Lage,
Bada Pyara Lage,
Sabse Pawan Sabse Sundar,
Aur Nyara lage ॥

Mahamantra Brahma Ne Japa,
Rach Diye Dev Sare,
Shrashti Ki Phir Sanrachana Ki,
Mantra Ke Sahare,
Mahamantra Shivji Ko,
Bada Pyara Lage,
Bada Pyara Lage,
Sabse Pawan Sabse Sundar,
Aur Nyara lage ॥

Mahamantra Vishnu Ne Japa,
Laxmi Ji Ko Paya,
Barah Avataaro Mein Phir Is,
Shrashti Mein Bachaya,
Mahamantra Bishnuji Ko,
Bada Pyara Lage,
Bada Pyara Lage,
Sabse Pawan Sabse Sundar,
Aur Nyara lage ॥

Mahaamantr Ye Bhakt Jano Ko,
Mrutyu Se Bachaye,
Mahamantra Ko Japne Wale,
Shiv Shankar Ko Paye,
Mahamantra Bhaw Sagar,
Ka Kinara Lage,
Kinara Lage,
Sabse Pawan Sabse Sundar,
Aur Nyara lage ॥

Mahamantra Shivji Ka,
Hame Pyara Lage,
Bada Pyara Lage,
Sabse Pawan Sabse Sundar,
Aur Nyara lage ॥
महामंत्र शिवजी का, हमें प्यारा लागे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
महामंत्र शिवजी का, हमें प्यारा लागे, बड़ा प्यारा लागे, सबसे पावन सबसे सुंदर, और न्यारा लागे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..