Main Kitna Adham Hu Ye Tum Hi Jano (मैं कितना अधम हूँ, ये तुम ही जानो: भजन)


Main Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Main Kya Chaahta Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Mai Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hee Jaan ॥
Na Deenta Hai Na Bhaav Bhakti,
Na Kuch Bhajan Hai Na Aatmshakti,
Main Kya Dekhta Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Mai Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano ॥

Duniya Se Mujhko Phursat Na Milti,
Taqdeer Ki Mei Atkan Na Mit-ti,
Main Kya Mangta Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Mai Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano ॥

Yahi Dard Dil Mein Tadpan Hai Bhari,
Tere Dar Pe Aaya Aage Marji Tumhari,
Main Pagal Bana Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Mai Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano ॥

Main Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Main Kya Chahta Hoon,
Ye Tum Hi Jaano,
Mai Kitna Adham Hoon,
Ye Tum Hi Jaano ॥
मैं कितना अधम हूँ, ये तुम ही जानो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैं कितना अधम हूँ, ये तुम ही जानो, मैं क्या चाहता हूँ, ये तुम ही जानो, मै कितना अधम हूँ, ये तुम ही जान ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥