Maiya Ka Chola Hai Rangla (मैया का चोला है रंगला: भजन)


Lali Meri Maat Ki,
Jit Dekhu Teet Lal,
Lali Dekhan Mai Gaya,
Mai Bhi Ho Gaya Lal ॥
Maiya Ka Chola Hai Rangla,
Sherovali Ka Chola Hai Rangla,
Mehrovali Ka Chola Hai Rangla,
Jotavali Ka Chola Hai Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla,
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla,
Ho Bhawan Maiya Ka Lal,
Chola Hai Rangla Rangla,
Rangla Rangla,
Maiya Ka Chola Hai Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Suva Chola Ang Biraje,
Suva Chola Ang Biraje,
Suva Suva Chola Ang Biraje,
Lagi Kinari Lal Chola Hai Rangla,
Rangla Rangla,
Maiya Ka Chola Hain Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Seer Sone Ka Chhatr Biraje,
Seer Sone Ka Chhatr Biraje,
Hire Aprampar Chola Hai Rangla,
Maiya Ka Chola Hain Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Ashwin Chait Mahina Aave,
Ashwin Chait Mahina Aave,
Chale Pavan Ki Chal Chola Hai Rangla,
Maiya Ka Chola Hain Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Pan Supari Dhwaja Nariyal,
Pan Supari Dhwaja Nariyal,
Maa Ki Bhent Chadha Ke Chola Hai Rangla,
Maiya Ka Chola Hain Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Sherowali Mata Meri,
Ho Sherowali Mata Meri,
Mehrowali Mata Meri,
Mehrowali Mata Meri,
Sabko Kare Nihal Chola Hai Rangla,
Maiya Ka Chola Hain Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

Maiya Ka Chola Hai Rangla,
Sherowali Ka Chola Hai Rangla,
Mehrowali Ka Chola Hai Rangla,
Jotawali Ka Chola Hai Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla,
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla,
Ho Bhawan Maiya Ka Lal,
Chola Hai Rangla Rangla,
Rangla Rangla,
Maiya Ka Chola Hai Rangla,
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla ॥

*Rangla - Rang Lal
मैया का चोला है रंगला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऐसा प्यार बहा दे मैया, चरणों से लग जाऊ मैं। सब अंधकार मिटा दे मैया..
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanLakhbir Singh BhajanLakkha Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥