Man Bhaj Le Pawansut Naam Prabhu Shri Ram Ji Aayenge (मन भजले पवनसुत नाम, प्रभु श्री राम जी आएंगे: भजन)


Man Bhajle Pawansut Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Tera Bigda Banane Har Kaam,
Tera Bigda Banane Har Kaam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pavan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥
Swami Ki Bhakti Hoti Hai Kaisi,
Hanumat Ne Jag Ko Dikhaya,
Man Ko Mandir Suhana,
Ram Ko Usme Bithaya,
Teri Bhakti Badi Nishkam,
Teri Bhakti Badi Nishkam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pawan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥

Bhakti Bina Jo Suna Pada Hai,
Us Ghar Mein Deepak Jala Le,
Malik Ki Kirpa Tujhpe Rahegi,
Roothe Prabhu Ko Mana Le,
Jae Jeevan Ki Beeti Shaam,
Jae Jeevan Ki Beeti Shaam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pawan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥

Bahata Paani Gujari Jawani,
Laut Ke Aae Kabhi Na,
Ab Bhi Waqt Hai Kar Le Upay,
Ye Bhi Kya Jeena Hai Jeena,
Do Kaudi Nahin Tera Daam,
Do Kaudi Nahin Tera Daam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pavan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥

Charanon Mein Bahati Gyan Ki Ganga,
‘babli’ Tu Dubki Laga Le,
Janm Janam Ke Bandhan Se Pyare,
Ik Pal Mein Mukti Tu Pa Le,
Yahi Jeevan Ka Hai Saar,
Yahi Jeevan Ka Hai Saar,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pawan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥

Man Bhajle Pawansut Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Tera Bigda Banane Har Kaam,
Tera Bigda Banane Har Kaam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge,
Man Bhajle Pavan Soot Naam,
Prabhu Shri Ram Ji Aayenge ॥
मन भजले पवनसुत नाम, प्रभु श्री राम जी आएंगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन भजले पवनसुत नाम, प्रभु श्री राम जी आएंगे, तेरा बिगड़ा बनाने हर काम, प्रभु श्री राम जी आएंगे
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path BhajanHari Om Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari