Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhajan: Ram Na Milege Hanuman Ke Bina (राम ना मिलेगे हनुमान के बिना - भजन)


Bhajan: Ram Na Milege Hanuman Ke Bina
Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Katha, Hanuman Janmotsav, Mangalwar Vrat, Shaniwar Pooja, Boodhe Mangal and Akhand Ramayana.
Paar Na Lagoge Shri Ram Ke Bina,
Ram Na Milege Hanuman Ke Bina।
Ram Na Milenge Hanuman Ke Bina,
Shree Ram Na Milenge Hanuman Ke Bina।

Vedo Ne Purano Ne Kah Dala,
Ram Ji Ka Sathi Bajarang Bala।
Jiye Hanuman Nahi Ram Ke Bina,
Ram Bhi Rahe Na Hanuman Ke Bina।

Jag Ke Jo Palan Hare Hai,
Unhe Hanuman Bade Pyare Hai।
Kar Lo Sifarish Dam Ke Bina,
Rasta Na Milega Hanuman Ke Bina।

Jinaka Bharosa Veer Hanuman,
Unaka Bigadata Nahi Koi Kam।
Lakkha Kahe Suno Hanuman Ke Bina,
Kuchh Na Milega Gungan Ke Bina।

◉ The recitation of Hanuman Chalisa, Bajrang Baan and Sankatmochan Hanuman Ashtak are considered very prominent in the worship of Shri Hanumant Lal.

राम ना मिलेगे हनुमान के बिना - भजन हिन्दी में पढ़ें

पार ना लगोगे श्री राम के बिना, राम ना मिलेगे हनुमान के बिना। राम ना मिलेगे हनुमान के बिना..
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye, Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

O Sanware Data Mere Tera Shukriya Hai

Mujhe Jo Bhi Kuch Mila Hai, Tumne Hi Sab Diya Hai, O Sanware Data Mere, Tera Shukriya Hai...

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP