Mangal Ko Janme Mangal Hi Karte (मंगल को जन्मे, मंगल ही करते - भजन)


Mangal Ko Janme,
Mangal Hi Karte,
Mangalmay Bhagwan,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥
Mangal Ko Janmen,
Mangal Hi Karte,
Mangalmay Bhagwan,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥

Koi Tumhare Atulit Bal Ka,
Kar Na Saka Anuman,
Nahin Tumsa Koi Chatur Kapishwar,
Nahin Tumsa Balwan,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥

Mangal Ko Janmen,
Mangal Hi Karte,
Mangalmay Bhagwan,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥

Laal Deh Lali Lase,
Aru Dhari Lal Langur,
Bajr Deh Danav Dalan,
Jay Jay Jay Kapi Soor ॥

Mastak Mani Se Dinmani Laje,
Atishay Kundal Kanan Raje,
Laal Laal Bana Tan Saje,
Poorn Samarpit Raghuvar Kaje,
Sankat Mochan Dev Tumhare,
Rajiv Lochan Pran,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥

Mangal Ko Janme,
Mangal Hi Karte,
Mangalmay Bhagwan,
Jai Hanuman, Jai Hanuman,
Jai Hanuman, Jay Jai Hanuman ॥
मंगल को जन्मे, मंगल ही करते - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मंगल को जन्मे, मंगल ही करते, मंगलमय भगवान, जय हनुमान, जय हनुमान..
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jayanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRavindra Jain Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥