Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain (मनमोहन कान्हा विनती करू दिन रेन: भजन)


Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain,
Raah Take Mere Nain, Raah Take Mere Nain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain,
Raah Take Mere Nain, Raah Take Mere Nain,
Ab to Darsh Bina Kunj Bihari,
Man Hai Bechain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain
Neh Ki Dori Tum Sang Jodi,
Hum Se to Naahi Jaye Ye Todi,
Hai Murlidhar Krishna Murari,
Hai Murlidhar Krishna Murari,
Tanik Na Aave Chain,
Raah Take Mere Nain, Raah Take Mere Nain,
Ab to Darsh Bina Kunj Bihari, Man Hai Bechain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain

Janm-janm Se Panth Niharu,
Bolo Kis Vidh Tumko Pukaru,
Janm-janm Se Panth Niharu,
Bolo Kis Vidh Tumko Pukaru,
Hai Natnagar Hai, Girdhari,
Hai Natnagar Hai, Girdhari,
Kaah Na Paave Vair,
Raah Take Mere Nain, Raah Take Mere Nain,
Ab to Darsh Bina Kunj Bihari, Man Hai Bechain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain,
Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain
मनमोहन कान्हा विनती करू दिन रेन: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मनमोहन कान्हा विनती करू दिन रेन, राह तके मेरे नैन, राह तके मेरे नैन..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam BhajanDivya Chaturvedi Bhajan

Other Popular Manmohan Kanha Vinti Karu Din Rain Video

By Vidhi Sharma

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..