Mere Bhole Ki Fauj (मेरे भोले की फ़ौज: भजन)


Bam Bam Bam Bhole Bam Bam Bam,
Is Sawan Karegi Mauj,
Mere Bhole Ki Fauj
Mahadev Bhole Bhandari Pooje Tum Ko Duniya Saari,
Shiv Shankar Tripurari Jata Jut Ganga Dhaari,
Kaal Kaal Mahakal Kahaye Jay Shri Mahakal Ham Gaaye L
Teri Bhakti Mein Kho Jae Aur Na Ham Ko Kuchh Bhi Bhaye,
Nikali Kawadiyon Ki Toli Aur Bole Bam Bam Ki Boli,
Kaise Jhoom Rahi Hai Dor Mere Bhole Ki Fauj,

Tera Naam Ki Lagan Lagain Tujhme Hi Kho Jaana Hai,
Tere Naam Ki Dhuni Ramai Tujhme Hi Ram Jaana Hai,
Har Har Bam Bam Gau Main Bas Tujhme Hi Kho Jau Main,
Rag Rag Mein Ho Shambhu Mere Bas Teri Hi Ho Jau Main,
Jal Leke Chale Bhagava Dhaari Aaj Magn Hai Bhola Bhandari,
Amirat Ka Baras Raha Bhog Mere Bhole Ki Fauj,

Jata Jut Shiv Har Har Shambhu,
Bhasm Taar Shiv Shankar Shambhu Tum Kailashi Ho Avinashi,
Ho Ghat Ghat Tum Baithe Kashi,
Bas Tere Naam Ka Phera Main Teri Hu Too Mera Hai,
Teri Daya Ka Mujhpe Gera Hai Tera Shmashan Mein Dera Hai,
Sudh Budh Bisiraaye Kawadiya Mere Shiv Ki Chale Hai Raghuvariyan,
Bhagati Ka Na Koi Mol Mere Bhole Ki Fauj
मेरे भोले की फ़ौज: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बम बम बम भोले बम बम बम, इस सावन करेगी मौज, मेरे भोले की फ़ौज
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Durge Maharani Namo Namo

Durge Maha Rani Namo Namo । Ambe, Maha Rani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo ॥ Meri, Maat Bhavani, Namo Namo । Durge Maha Rani Namo Namo...

Jai Ambe Bol

Lyrics of the bhajan Ambe Bol from the film Yeh Prem Mol Liya.. taron ki chunri aur chandrama ka tika..
mata ka roop lage suraj sarikha..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...