Mere Ganaraj Aaye Hai (मेरे गणराज आये है: भजन)


Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samprabha,
Nirvighnam Kuru Me deva,
Sarbakaryesu Sarbada ॥
Pooja Hoti Hai Aapki,
Hey Siddhi Ke Daata Sarvada,
Jai Ho Aapki,
Hum Par Krupa Hue,
Hum Sab Bhakto Ki Bappa,
Duniya Hi Gulsan Hue,
Apani Daya Ki Drshti Se,
Kirapa Karo Sab Bhakto Par,
Seva Karenge Hum Sabhi,
Aakar Ke Teri Chaukhat Par ॥

Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai,
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si,
Dev Sarataj aaye Hai,
Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai ॥

Nayan Ganga Bahakar Ke,
Pakharon Inake Charanon Ko,
Mere Ganaraya Ke Sang Sang,
Mere Ganaraya Ke Sang Sang,
Ye Mushakaraj Aaye Hai,
Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai ॥

Kabhi Rijhe Na Ye Dhan Pe,
Pukara Humane Hai Maan Se,
Dukho Ko Dur Kar sabake,
Dukho Ko Dur Kar sabake,
Bachane Laaj Aaye Hai,
Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai ॥

Umad Aae Meri Ankhiyan,
Dekhakar Apane Bappa Ko,
Humari Bigadi Kismat Ko,
Humari Bigadi Kismat Ko,
Banane Aaj Aye Hai,
Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai ॥

Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai,
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si,
Dev Sarataj aaye Hai,
Saja Do Ghar Ko Phoolon Se,
Mere Ganaraj Aaye Hai ॥
मेरे गणराज आये है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सजा दो घर को फूलों से, मेरे गणराज आये है, लगे कुटिया भी दुल्हन सी, देव सरताज आए है, सजा दो घर को फूलों से, मेरे गणराज आए है ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Om Mahakal Ke Kal Tum Ho Prabhu

Om Mahakal Ke Kaal Tum Ho Prabho, Gun Ke Aagaar Satyam Shivam Sundaram, Kar Mein Damroo Lase Chandrama Bhaal Par, Ho Nirakar Satyam Shivam Sundaram ॥

Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki

Jab Se Dekhi Surat, Maine Mahakal Ki, Duniya badal Hi gayi, Duniya Badal Hi Gayi ॥

Bhole Teri Banjaran

Banjaran Main Banjaran, Bhole Teri Banjaran, Baijnath Main Gayi, Vishwanath Bhi Gayi..

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena, Hai Aapke Hatho Mein Meri Bigdi Bana Dena ॥