Meri Bigdi Bana De O Deva (मेरी बिगड़ी बना दे ओ देवा: श्री गणेश भजन)


Sabse Pahle Tera Vandan Karne Aai Umanandan Karde Puri Murade O Deva,
Siddha Karde Tu Kaaj Hay Gano Ke Maharaj Meri Bigadi Bana De O Deva ॥
Puja Teri Sab Se Pahle Deva Jo Karta Hai,
Tu Uske Sab Vighna Vinash Ke Mangal Kar Deta Hai,
Mano Kamana Puran Kare Bhandare Bharta Hai,
Apni Sharan Mein Lele Charano Mein Jagah Dede Mujhe Apna Bana Le Deva,
Siddha Karde Tu Kaaj Hay Gano Ke Maharaj Meri Bigadi Bana De O Deva ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jisne Sradha Bhav Se Deva Tujhko Nit Dhya Hai,
Teri Kirpa Se Uski Jivan Mein Sab Sukh Aaya Hai,
Sumiran Tera Hai Gannayak Yah Bhagata Laya Hai,
Dede Apna Sahara Mil Jaye Kinara Bhav Paar Laga De Naiyan,
Siddha Karde Tu Kaaj Hay Gano Ke Maharaj Meri Bigadi Bana De O Deva ॥
मेरी बिगड़ी बना दे ओ देवा: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
सबसे पहले तेरा वंदन करने आई उमानन्द करदे पूरी मुरादे ओ देवा, सिद्ध करदे तू काज हे गणो के महाराज मेरी बिगड़ी बना दे ओ देवा ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥