Meri Chunri Mein Pad Gayo Dag Ri (मेरी चुनरी में पड़ गयो दाग री - भजन)


Meri Chunri Mein Pad Gayo Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daro,
Shyam Meri Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron ॥
Auran Ko Achara Na Chhuat Hai,
Auran Ko Achara Na Chhuat Hai,
Ya Ki Mohi So,
Ya Ki Mohi So Lag Rahi Laag Ri,
Ya Ki Mohi So Lag Rahi Laag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron,
Shyam Mori Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron ॥

Mo So Kahato Sundar Naari,
Mo So Kahato Sundar Naari,
Ye to Mohi So,
Ye to Mo Hi So Khele Phaag Ri,
Ye to Mo Hi So Khele Phaag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daro,
Shyam Meri Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron ॥

Bal Bal Daas Aas Braj Chhodo,
Bal Bal Daas Aas Braj Chhodo,
Aisi Hori Mein,
Aisi Hori Mein Lag Jaye Aag Ri,
Aisi Hori Mein Lag Jaye Aag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron,
Shyam Mori Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron ॥

Meri Chunri Mein Pad Gayo Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daro,
Shyam Mori Chunri Mein Pad Gayon Daag Ri,
Kaiso Chatak Rang Daron ॥
मेरी चुनरी में पड़ गयो दाग री - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी चुनरी में पड़ गयो दाग री, कैसो चटक रंग डारो, श्याम मेरी चुनरी में पड़ गयों दाग री,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan

Other Popular Meri Chunri Mein Pad Gayo Dag Ri Video

Maithili Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Yadi Nath Ka Naam Dayanidhi Hai

Yadi Nath Ka Naam Dayanidhi Hai, To Daya Bhi Karenge Kabhi Na Kabhi, Dukhhaari Hari, Dukhiya Jan Ke, Dukh Klesh Haregen Kabhi Na Kabhi ॥

Shri Ram Se Keh Dena Ek Baat Akele Me

Shri Ram Se Kah Dena, Ek Baat Akele Mein, Rota Hai Bharat Bhaiya, Din Raat Akele Mein, Shrin Ram Se Kah Dena, Ek Baat Akele Mein ॥

Man Me To Aave Bhajan Banau

Man Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Balasa, Bhajan Bana Ke Balasa Tujhko Rijhaun

Shree Ram Pyare Anjani Dulare

Shree Ram Pyare Anjani Dulare, Sabke Sahare Jay Mahaveer, Shree Ram Ke Sab Kaaj Saware, Shree Ram Ke Sab Kaaj Saware, Sabke Sahare Jay Mahaveer, Shree Ram Pyare Anjani Dulare, Sabke Sahare Jay Mahaveer ॥

Sharan Hanumat Ki Jo Aaya

Sharan Hanumat Ki Jo Aaya, Use Pal Mein Sambhala Hai, Samane Aai Jab Badha,
Anjanisut Ne Tala Hai, Sharan Hanumat Ki Jo Aaya, Use Pal Mein Sambhala Hai ॥