Meri Ladli Hai (मेरी लाडली हैं - भजन)


Meri Ladli Hai
Chhod Duniya Ko Bhool Banu Charno Ki Dhul।
Chhod Duniya Ko Bhool Banu Charno Ki Dhul
Radha Aane Wali Hain Barsane Wali Ye Meri Ladli Hain
Radha Aane Wali Hain Barsane Wali Ye Meri Ladli Hain ॥
Radhe Shyam Ka Pyar Nirala Jo Pooje Vo Kismat Wala
Radhe Shyam Ka Pyaar Nirala Jo Pooje Vo Kismat Wala ॥
Tirchhe Naino Wali Hain Uche Shaano Wali Hain
Tirchhe Naino Wali Hain Unche Shaano Wali Hain
Ye Meri Ladli Hain

Radha Aane Wali Hain Barsane Wali Hain Ye Meri Ladli Hain
Radha Aane Wali Hai Barsane Wali Hai। Haan Meri Ladli Hai

Vrindavan Mein Raman Bihari Kaale Nainan Banke Bihari
Vrindavan Mein Raman Bihari Kaale Nainan Banke Bihari
Bhag Jagane Wali Hain Bigdi Vanaane Wali Hain
Ye Meri Ladli Hai ॥

Shivay Daas Barsane Aaye Shri Radhe Ke Darshan Paaye...
Shivay Daas Barsane Aaye Shri Radhe Ke Darshan Paaye....
Tirchhi Nainon Wali Hain Unche Shaano Wali Hain Ye Meri Ladli Hain...
Radha Aane Vaali Hai। Barsane Wali Hain Ye Meri Ladli Hain....॥
मेरी लाडली हैं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी लाडली है, छोड़ दुनिया को भूल बनु चरनो की धुल।
Bhajan Radha Rani BhajanLadli BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥