Mohe Lagi Lagan Guru Charanan Ki (मोहे लागी लगन गुरु चरणन की - भजन)


Shlok:
Akhand-mandalakaran
Vyaptam Yen Characharam
Tatpadan Darshitan Yen
Tasmai Shri Gurave Namah ॥
Gurur Brahma Gurur Vishnu,
Gurur Devo Maheshwarah,
Guruh Sakshatparabrahma,
Tasmai Shri Guruve Namah ॥

Mohe Laagi Lagan Guru Charanan Ki,
Guru Charanan Ki, Guru Charanan Ki,
Mohe Laagi Lagan Guru Charanan Ki ॥

Charan Bina Mujhe Kuch Nahin Bhaye,
Jag Maya Sab Swapanan Ki,
Mohen Lagi Lagan Guru Charanan Ki ॥

Bhav Sagar Sab Sukh Gaye Hai,
Phikar Naahee Mohe Taranan Ki,
Mohen Lagi Lagan Guru Charanan Ki ॥

Aatm Gyan Diyo Mere Satguru,
Peeda Miti Bhav Marnan Ki,
Mohen Lagi Lagan Guru Charanan Ki ॥

Meera Ke Prabhu Giridhar Nagar,
Aas Bandhee Guru Charanan Ki,
Mohen Lagi Lagan Guru Charanan Ki ॥

Mohen Lagi Lagan Guru Charanan Ki,
Guru Charanan Ki, Guru Charanan Ki,
Mohe Lagi Lagan Guru Charanan Ki ॥
मोहे लागी लगन गुरु चरणन की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोहे लागी लगन गुरु चरणन की, गुरु चरणन की, गुरु चरणन की..
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanGuru Gyan BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanArya Samaj Bhajan Bhajan

Other Popular Mohe Lagi Lagan Guru Charanan Ki Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

He Jag Trata Vishwa Vidhata

Hey Jag Trata Vishwa Vidhata, Hey Sukh Shanti Niketan He। Prem Ke Sindhu Deen Ke Bandho...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..