More Ganpati Ganesh Karo Kirpa (मोरे गणपति गणेश करों किरपा: भजन)


More Ganpati Ganesh Karo Kirpa ॥
Doha – Mera Mujh Mein Kuchh Nahin,
Jo Kuchh Hai Sab Toy,
Tera Tujhako Saump Dun,
Prabhu Kya Lage Hai Moy ॥

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa,
Kirpa Karo Maharaj Gaganan,
Maa Gaura ke Laala,
Gajanan Kirpa,
More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Maa Gaura Ke Laal Ho Pyare,
Shankar Ji Ke Aankho Ke Tare,
Sabse Pahale Tumko Manaye,
Tum Jo Maano To Gajab Hue Jaye,
Karo Kirpa,
More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Laal Sindur Chadhe Gajmukh Ko,
Musak Ki Hai Sawari,
Tere Darshan Karne Baba,
Ye Duniya Sab Aae,
Sab Laye Phoolon Ki Mala,
Sab Laye Phoolon Ki Mala,
Main Aaya Hun Khali Baba Mere,
Karo Kirpa,
More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Mein Nahi Janu Pooja Teri,
Sun lena O Baba Meri,
Baar Hi Baar Karun Main Binati,
Sun Lena Ek Baar O Baba Meri,
Karo Kirpa,
More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa,
Kirpa Karo Maharaj Gaganan,
Maa Gaura ke Laala,
Gajanan Kirpa,
More Ganpati Ganesh Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥
मोरे गणपति गणेश करों किरपा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोरे गणपति गणेश करों किरपा, मोरे राजा महाराजा करो किरपा, किरपा करो महाराज गजानन, माँ गौरा के लाल, गजानन किरपा, मोरे गणपति गणेश करों किरपा मोरे राजा महाराजा करो किरपा ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥