Mujhe Charno Se Lagale Mere Shyam Murliwale (मुझे चरणो से लगा ले, मेरे श्याम मुरली वाले - भजन)


Mujhe Charno Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale,
Meri Saans Saans Mein Tera,
Meri Saans Saans Mein Tera,
Hai Naam Murli Wale,
Mujhe Charnon Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale ॥
Bhakto Ki Tumne Kanha,
Vipda Hai Taari,
Meri Bhi Baanh Thamo,
Aake Bihari,
Bigde Banaye Tumne,
Har Kaam Murli Wale,
Mujhe Charnon Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale ॥

Patjhad Hai Mera Jeevan,
Ban Ke Bahar Aaja,
Sun Le Pukar Kanha,
Bas Ek Baar Aaja,
Baichain Mann Ke Tum Hi,
Aaram Murli Wale,
Mujhe Charnon Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale ॥

Tum Ho Daya Ke Sagar,
Janmon Ki Main Hoon Pyasi,
De Do Jagah Mujhe Bhi,
Charanon Mein Bas Zara Si,
Subah Tumhi Ho Tum Hi,
Meri Shaam Murli Wale,
Mujhe Charnon Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale ॥

Mujhe Charno Se Laga Le,
Mere Shyam Murli Wale,
Meri Swas Swas Mein Tera,
Hai Naam Murli Wale ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
मुझे चरणो से लगा ले, मेरे श्याम मुरली वाले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे चरणो से लगा ले, मेरे श्याम मुरली वाले, मेरी सांस सांस में तेरा, मेरी सांस सांस में तेरा, है नाम मुरली वाले..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥