Mujhe Das Banakar Rakh Lena (मुझे दास बनाकर रख लेना: भजन)


Mujhe Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Mujhe Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Mujhen Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥
Main Bhala Bura Hoon Tera Hoon,
Main Bhala Bura Hoon Tera Hoon,
Tere Dwar Pe Dala Dera Hoon,
Tere Dwar Pe Dala Dera Hoon,
Mujhe Chakar Jaan Ke Rakh Lena,
Mujhe Chakar Jaan Ke Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Mujhen Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥

Jab Adham Se, Adham Ko Taara Hai,
Jab Adham Se, Adham Ko Taara Hai,
Usme Hi Naam Hamara Hai,
Usme Hi Naam Hamara Hai,
Mujhe Bhar Samajh Kar Rakh Lena,
Mujhe Bhar Samajh Kar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Mujhen Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥

Mujhe Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein,
Mujhen Das Banakar Rakh Lena,
Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥
मुझे दास बनाकर रख लेना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे दास बनाकर रख लेना, भगवान तू अपने चरणों में, मैं भला बुरा हूँ तेरा हूँ..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanDhiraj Kant Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe । Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥

Sherawali k Do Nain Pyare Pyare

Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare, Ab Mujhe Gagan Se Kya Lena, Kya Lena, Sherawali Ke Do Nain Pyaare Pyaare,Tere Mukut Mein Chamke Sitare ॥

Damru Wale Aaja Teri Yaad Sataye

Damaru Wale Aaja, Teri Yaad Sataye, Mera Ye Bharosa, Kahin Tut Na Jaye, Chupa Kahan Aaja Bholanath, Damaru Wale Aaja, Teri Yaad Sataye, Meri Ye Bharosa, Kahin Tut Na Jaye ॥

Anadi Devi Ambike Tumhen Satat Pranam Hai

Anadi Devi Ambike Tumhe Satat Pranaam Hai, Anadi Devi Ambike Tumhe Satat Pranaam Hai, Tumhee Samast Srshti Kee Anaadi Aadi Mool Ho...

Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re

Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re, Dedo Apane Bhatko Ka Tum Saath Re, Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re ॥