Mujhe Radhe Radhe Kahana Shikhade (मुझे राधे-राधे कहना सिखादे - भजन)


Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde,
Kya Bigde Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde ।
Vrindavan Jaoon Tere Gun Gaoon,
Charnon Ki Dhooli Ko Mathe Se Lagaoon,
Meri Vrindavan Kothi Bana De,
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde ।

Jamuna Tat Jaoon Wahan Nahin Paoon,
Bansivat Jaoon Wahan Nahin Paoon,
Apne Milne Ka Thikana Bata De,
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde ।

Apni Sharan Mein Le Le Mohan,
Apne Hi Rang Mein Rang Le Mohan,
Apni Gauoo Ka Gwala Bana Le,
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde ।

Man Mandir Mein Jyot Jagaoon,
Aathon Pahar Tere Naam Ko Simroon,
Apne Naam Ka Deewana Bana De
Kanhaiyan Tera Kya Bigde,
Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikhade
Kanhaiya Tera Kya Bigde ।
मुझे राधे-राधे कहना सिखादे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे राधे राधे कहना सिखा दे, कन्हैयाँ तेरा क्या बिगड़े, वृंदावन जाऊँ तेरे गुण गाऊं, चरणों की धूलि को माथे से लगाऊँ..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Pyare Hanuman Ek Kaam Kar De

Ram Ke Dulare Ek Kaam Kar De, Pyare Hanuman Ek Kaam Kar De, Tere Bhakton Main Mera Naam Kar De, Ram Ke Dulare Ek Kaam Kar De ॥