Nainan Me Shyam Samay Gayo (नैनन में श्याम समाए गयो - भजन)


Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।
Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Lut Jaungi Shyam Teri Latakan Pe,
Bik Jaungi Laal Terei Matakan Pe ।
More Kail Garare Bhae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Mar Jaungee Kaahan Teri Adharan Pe,
Mil Jaungee Tere Nainan Pe ।
Vo to Tirshee Nazar Chalae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Balihaaree Kunvar Teri Alakan Pe,
Teri Besar Kee Motee Chhalakan Pe ।
Sapane Mein Kaha Patrae Gaayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Paagal Ko Pyaaro Vo Nandalaala,
Deevana Bhae Hai Jaake Sab Gvaala ।
Vo to Madhur Madhur Muskaaye Gaayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।

Nainan Mein Shyam Samae Gayo,
Mohe Prem Ka Rog Lagae Gayo ।
नैनन में श्याम समाए गयो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नैनन में श्याम समाए गयो, मोहे प्रेम का रोग लगाए गयो । लुट जाउंगी श्याम तेरी लटकन पे..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanMadan Mohan BhajanRadha Mohan BhajanKrishn Bhagwan BhajanBhagwat Braj Bhasha Bhajan

Other Popular Nainan Me Shyam Samay Gayo Video

By Thakur Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥