Narayan Jaap (नारायण जाप: भजन)


Shriman Narayan Narayan Narayan
Lakh Chaurasi Ghum Ke Tune Ye Manav Tan Paya,
Raha Bhatakta Maaya Mein Tune Kabhi Na Hari Gun Gaya,
Bhaj Le Narayan Narayan Narayan
Ved Puraan Bhagvat Geeta Aatam Gyaan Sikhaaye ,
Ramayan Jo Pade Hamesha Ram Hi Ram Dikhaye,
Bhaj Le Narayan Narayan Narayan

Dhaj Aur Dharaah Lade Jal Bheetar Lad Lad Gaj Haara,
Prano Par Jab Aan Padi to Prem Se Tujhe Pukara,
Bhaj Le Narayan Narayan Narayan

Koi Nahin Hai Jag Mein Tera Tu Kahe Bharmaaye,
Prabhu Ki Sharan Mein Aaja Bande Tu Kaahe Sharmaye,
Bhaj Le Narayan Narayan Narayan
नारायण जाप: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्रीमन नारायण नारायण नारायण, लख चौरासी घूम के तूने ये मानव तन पाया
Bhajan Narayan Jaap BhajanShri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanHari BhajanShri Hari Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..