Natkhat Natvar Nagar Krishna (नटखट नटवर नागर कृष्णा: भजन)


Natkhat Natvar Nagar Krishna,
Maanmohan Muralidhar Krishna ॥
Sapnon Ke Angan Mein Apne,
Dekha Maine Akhsar Krishna ॥

Dharma Karma Se Kabhi Na Chuko,
Bol Gaye Parameswar Krishna ॥

Laaj Bachane Ko Bhakton Ki,
Dash Bane Kabhi Chakar Krishna ॥

Dil Se Kabhi Bula Kar Dekho,
Ghar Ayega Chal Kar Krishna ॥

Geet Ke Panne Panne Par,
Bole Akhyar Akhyar Krishna ॥
BhaktiBharat Lyrics

Santa Guru Ke Gyan Ke Sadke,
Paya Maan Ke Bhitar Krishna ॥
नटखट नटवर नागर कृष्णा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
नटखट नटवर नागर कृष्णा, मनमोहन मुरलीधर कृष्णा ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Barisho Ki Cham Cham Mein

Barisho Ki Cham Cham Mein, Tere Dar Pe Aae Hai । Mehrawali Mehra Kar De

Norta ki Raat Maiya Garba Rambwa Aano Hai

Naurata Ki Raat Maiya, Garabe Ramava Aano Hai, Thaane Vadon Nibhano Hai, Norta ki Raat ॥

Unche Unche Parvat Pe Sharda Maa Ka Dera Hai

Unche Unche Parvat Pe, Sharda Maa Ka Dera Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai, Unche Unche Parvat Pe, Maiya Ka Baseara Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai ॥

Maa Muraada Kar Poori

Maan Muraad Kar Poori Aas Rahe Na Adhuri, Tere Dar Se Jaunga Jholi Bhar Ke, Sherowali Mata Dekh Le, Aaya Unche Mein Pahad Tere Chadh Ke, Sherowali Mata Dekh Le ॥

Jai Jag Janani Maa Bhawani Maiya Sharda Ho Maa

Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiya Sharda Ho Maa, Ambe Jagadambe Jagadambike, Jag Ki Palanhar,
Bhawani Maiya Sharada Ho Maa, Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥