Nayan Bharike, Nayan Bharike (नयन भरिके नयन भरिके - गोपी गीत)


Nand ke bhavanwa se aaye do lalanwa,
chal dekhi aaye.
Nayan bharike, nayan bharike,
nayan bhari bhari ke ho,
chal dekhi aaye.

Chhote chhote hathwa mein saje muraliya,
sundar so morpankh, baje payaliya,

Thumak-thumak chalat dekh,
aaye do ratanwa,
chal dekhi aaye.

Gaiya charave aur murli bajave,
muthhi bhar bhar yo to makhan bhi khave,

Are dekhi-dekhi sabhi ke tript hoye manwa,
chal dekhi aaye.

Varni na jaye chhavi Yashoda lala ki,
chandarma nihare roop Radhapriya ki,

Niharat yugal ke, bhar aaye kul nayanwa,
chal dekhi aaye.
नयन भरिके नयन भरिके - गोपी गीत - हिन्दी में पढ़ें
नंद के भवनवा से आइले दुई ललनवा, चल देखि आई, नयन भरिके नयन भरिके..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanGopi BhajanAgam Aggarwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥