O Shankara Mere Shiv Shankara (ओ शंकरा मेरे शिव शंकरा: भजन)


O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai,
Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath,
O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai ॥
Ang Vibhuti gale Rund Mala,
Shamashanon Ka Vasi Bada Dayala,
Ganga Kinare Dera O Lage,
Nandi Sang Tere Bhairav Saje,
O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai ॥

Sharan Tumhare Jo Bhi Aata,
Khali Haath Kabhi Na Jata,
Krupa Karo Daya Karo,
Hay Shivshankar Hey Abhayankar,
O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai,
Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath,
O Shankara Mere Shiv Shankara,
Balak Main Tu Pita Hai ॥
ओ शंकरा मेरे शिव शंकरा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओ शंकरा मेरे शिव शंकरा, बालक मैं तू पिता है, तुझसे कुछ नही छिपा है, शंकरा भोलेनाथ भोलेनाथ, ओ शंकरा मेरें शिव शंकरा, बालक मैं तू पिता है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir Bhajan

Other Popular O Shankara Mere Shiv Shankara Video

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Anuradha Paudwal

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Rajendra Jain

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Lakhbir Singh Lakkha

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।