Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai (ओ विष पीने वाले छुपा तू किधर है: शिव भजन)


Mere Jindegi Mein Gamon Ka Jahar Hai,
Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai,
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai ॥
Na Tumsa Dayalu Koi Aor Bhole,
Na Tumsa Dayalu Koi Aor Bhole,
Jo Thukra Ke Amrut Ko Piye Vish Ke Pyale,
Liya Tinon Lokon Ka Bhar Apne Sar Hai,
Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai,
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai ॥

Garibon Ka Saathi Na Banata Hai Koi,
Phasane Bhi Unke Na Sunta Hai Koi,
Yahan Pher Li Apanon Ne Bhi Najar Hai,
Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai,
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Badi Ash Lekar Ke Tumako Pukara,
Karado Daya Mujhpe Hun Gam Ka Mara,
Kahe Sonu Hota Na Mujhse Sabar Hai,
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai,
Mere Jindegi Mein Gamon Ka Jahar Hai,
Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai,
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai ॥

ओ विष पीने वाले छुपा तू किधर है: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी जिंदगी में ग़मों का ज़हर है, विष पीने वाले छुपा तू किधर है, ओ विष पीने वाले छुपा तू किधर है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..