Paar Karo Mera Beda Bhavani (पार करो मेरा बेडा भवानी - नवरात्रि भजन)


Paar Karo Mera Beda Bhawani,
Paar Karo Mera Beda ।
Gahari Nadiya Nav Purani,
Daya Karo Maa Aad Bhawani ।
Sab Ko Asra Tera Bhavi,
Paar Karo Mera Beda ॥

Main Nirguniya Gun Nahin Koi,
Maiya Jagado Kismat Soi ।
Dekhio Na Gun Mera Bhawani,
Paar Karo Mera Beda ॥

Jagjanani Teri Jyoti Jagai,
Ek Deedar Ki Aas Lagai ।
Hriday Karo Basera Bhawani,
Paar Karo Mera Beda ॥

Bhakto Ko Maa Aisa Var Do,
Pyar Ki Ek Nazar Maa Kardo ।
Chhute Paap Lutera Bhawani,
Paar Karo Mera Beda ॥
पार करो मेरा बेडा भवानी - नवरात्रि भजन - हिन्दी में पढ़ें
पार करो मेरा बेडा भवानी, पार करो मेरा बेडा । गहरी नदिया नाव पुरानी..
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanAsha Bhosle Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai

Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Teri Jai Jaikar Lagate Hai Jai Jai Ganaraj, Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥

Duraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai By Movie Bhuj Aarti

Suraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai Bagiya Ki Dali-dali Pushp Chadhati Hai..

Om Jai Gauri Nanda

Om Jai Gauri Nanda, Prabhu Jai Gauri Nanda, Ganpati Anand Kanda, Ganpati Anand Kanda, Main Charnan Vanda, Om Jai Gauri Nanda ॥