Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Durga Chalisa -

Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Main (रम गयी माँ मेरे रोम रोम में - भजन)


Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Main
Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me,
Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me
Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me,
Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me
Meri Sanso me Ambe Ke Naam Ki Dhara Bahti
Isliye to Meri Jihva Har Samay Ye Kahti
॥ Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me ॥

Jaha Bhi Jao, Jidhar Bhi Dekho
Jaha Bhi Jao, Jidhar Bhi Dekho

Ashtbhuji Mata Ke, Ye Rang Esa Jiske
Aaage Chade Aur Rang Kaise
Aur Sabhi Rang Feeke Bhakto, Aur Sabhi Rang Feeke Bhakto

Aandhi Aaye Tufaan Aaya, Per Naa Bharosa Naa Dola
Naam Diwaana Bhaaw Ko Jaanu, Yahi Jhoom Ke Bola
॥ Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me ॥

Dukh Sukh Bhakto, Iss Jeevan Ka
Dukh Sukh Bhakt, Iss Jeevan Ka, Ek Barabar Laage
Mann Me Maa Ki Jyoti Jagi Hai, Idhar Udhar Kyu Bhage
Idhar Udhar Kyu Bhage, Idhar Udhar Kyu Bhage

Sapne Me Jab Vaisno Maa Ne, Adhbhut Roop Dikhaya
Masti Me Baware Ho Kar Shridhar Ne Farmaaya
॥ Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me ॥

Mann Chaahe Ab, Mann Chaahe Ab
Maa Ke Dar Ka Mai Sevak Banjaau
Maa Ke Bhakto Ki Seva Me Sari Umar Bitaau
Sari Umar Bitaau Bhakto, Sari Umar Bitaau Bhakto

ChhinnaMastika Chinta Harni Nainan Beech Samayi
Mastana Ho Bhai Daas Ne Ye Hi Rat Lagaai
॥ Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me ॥

Meri Sanso me Ambe Ke Naam Ki Dhara Bahti
Isliye to Meri Jihva Har Samay Ye Kahti

Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me, Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me
Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me, Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Me

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

रम गयी माँ मेरे रोम रोम में - भजन हिन्दी में पढ़ें

रम गयी माँ मेरे रोम रोम में... मेरी सांसो में अम्बे के नाम की धारा बहती. इसीलिए तो मेरी जिह्वा हर समय ये कहती...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Karne Vandan Charno Me Bajrangi

Karne Vandan Charnon Mein Bajrangi, Dar Pe Hum Tere Roj Ayenge, Ho Dar Pe Tere Roj Ayenge...

Ram Ke Dulare, Mata Janki Ke Pyare

Ram Ke Dulare, Mata Janaki Ke Pyare, Tumhe Naman Hajaro Baar Hai ।

Cham Cham Nache Hanuman Baje Re Pag Paijaniya

Cham Cham Nache Hanuman, Baje Re Pag Paijniya, Ram Ka Kare Gungan, Baje Re Pag Paijniya, Cham Cham Nache Hanuman, Baje Re Pag Paijniya ॥

Jai Bajrangbali Jai Hanumana

Hanumanaji Stuti, Jay Bajarangi Jay Hanumana, Rudra Roop Jay Jay Balbaan, Sankat Mochan Siy Matu Ke Pyare ॥

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Me Bhajan

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein, Dekh Lo Mere Man Ke Naaginen Mein । shri ram janki lyrics in hindi and endlish

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP