Pat Rakho Gauri Ke Lal Hum Teri Sharan Aaye (पत राखो गौरी के लाल, हम तेरी शरण आये: भजन)


Pat Rakho Gauri Ke Lal,
Hum Teri Sharan Aaye ॥
Prathame Tumhe Manaye,
Hey Sangram Vijeta,
Pooja Karen Tumhari,
Hai Devan Ke Deva,
Shish Jhukaun Tumhe Manau,
Main Tilak Lagaun Bhal,
Hum Teri Sharan Aaye,
Pat Rakho Gauri Ke Lal,
Hum Teri Sharan Aaye ॥

Shankar Pita tumhare,
Shiv Shankar Kailashi,
Riddhi Siddhi Ke Swami,
Lambodar Avinashi,
Mangal Karado Kanth Mein Bharado,
Mere Sundar Sur Aur Taal,
Hum Teri Sharan Aaye,
Pat Rakho Gauri Ke Lal,
Hum Teri Sharan Aaye ॥

Sankat Har Lo Mere,
A Dukh Harane Wale,
Jholi Bhar Do Sabaki,
Jholi Bhar Ne Wale,
Josh Tumhare Aaya Dware,
Le Kar Phoolo Ke Haar,
Hum Teri Sharan Aaye,
Pat Rakho Gauri Ke Lal,
Hum Teri Sharan Aaye ॥

Pat Rakho Gauri Ke Lal,
Hum Teri Sharan Aaye ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..