Poojan Gauri Chali Siya Pyari (पूजन गौरी चली सिया प्यारी - भजन)


Sita Vivah Ke Samay Mata Sita Ke Dwara Gaya Gauri Pooja Bhajan Geet, Joki Mata Parvati Ko Samarpit Hai.
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Sang Sakhin Ke Janak Nandini
Sang Sakhin Ke Janak Nandini
Chali Mudit Manhari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gori Chali Siya Pyaar

Kanchan Jadit Thal Shubhran Ke
Kanchan Jadit Thaal Shubhran Ke
Dadhi Lochan Phal Supari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gori Chali Siya Pyari

Gavat Mangal Geet Manohar
Gavat Mangal Geet Manohar
Gavat Mangal Geet Manohar
Gavat Mangal Geet Manohar
Pahane Kusum Rang Sari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari

Pooja Kinhi Adhik Anuragi
Pooja Kinhi Adhik Anuragi
Nij Anuroop Subhag Var Mangi
Nij Anuroop Subhag Var Mangi
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
Poojan Gauri Chali Siya Pyari
पूजन गौरी चली सिया प्यारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पूजन गौरी चली सिया प्यारी, संग सखिन के जनक नंदिनी, चली मुदित मनहारी..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanGauri Pujan BhajanVivah BhajanShadi BhajanSwasti Pandey BhajanBhojpuri BhajanUSA BhajanAmerican Bhajan

Other Popular Poojan Gauri Chali Siya Pyari Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prayer Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho । Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho | Tum Hi Ho Sathi, Tum Hi Sahare

Parde Me Bethe Bethe Yun Na Muskuraiye

Parde Mein Baithe-baithe, Yoon Na Muskuraiye, Aa Gaye Tere Deewane...

Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari

Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari, Banke Bihari Mere Kunj Bihari..

Rahe Sang Tera Naam Prabhu Har Pal Mere Jeevan Mein

Rahe Sang Tera Naam Prabhu, Har Pal Mere Jeevan Mein, Nahi Pal Koi Aisa Ho, Jis Pal Tu Na Ho Man Mein Rahen Sang Tera Naam Prabhu, Har Pal Mere Jeevan Mein ॥

Sapane Me Sakhi Dekhyo Nandgopal

Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal, Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya, Aur Ghunghrale Baal