Prabhu Soch Lo Jag Tumhe Kya Kahega (प्रभु सोच लो जग तुम्हे क्या कहेगा: भजन)


Prabhu Soch Lo Jag Tumhe Kya Kahega,
Agar Tera Premi Dukhde Sahega,
Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥
Charche Tumhari Datari Ke Aise,
Sada Mauj Mein Hain Prabhu Mere Jaise,
Mujhko Mila Gar Unhen Na Milega,
Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥

Dete Ho Sabko Baba Jo Bhi Aaye Dar Par,
Hai Aisa Bharosa Sada Shyam Tum Par,
Daani Sada Hi Daani Rahega,
Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥

Sada Humne Sabko Ye Hi Bataya,
Tumne Kisi Ko Na Khali Lautaya,
Bhakton Ka Data Gar Bharosa Digega,
Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥

‘sanjay’ Pe Barsi Jaise Kripa Sab Pe Barse,
Koi Na Teri Kripa Ko Hai Tarse,
‘romi’ Ki Arzi Jo Tu Na Sunega,
Prabhu Sochlon Jag Tumhe Kya Kahega ॥

Prabhu Soch Lo Jag Tumhe Kya Kahega,
Agar Tera Premi Dukhde Sahega,
Prabhu Sochalon Jag Tumhe Kya Kahega ॥
प्रभु सोच लो जग तुम्हे क्या कहेगा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्रभु सोच लो जग तुम्हे क्या कहेगा, अगर तेरा प्रेमी दुखड़े सहेगा, प्रभु सोचलों जग तुम्हे क्या कहेगा ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥