Prabhu Sweekaro Mere Paranam (प्रभु! स्वीकारो मेरे परनाम - भजन)


Sukh-varan Prabhu, Narayan Hai!
Du:Kh-haran Prabhu, Narayan Hai!
Tirlokpati, Data, Sukhdhaam,
Sweekaro Mere Pranaam,
Sweekaro Mere Pranaam,
Sweekaro Mere Pranaam, Prabhu!...
Man Vani Mein Vo Shakti Kahan Jo,
Mahima Tumhai Gaan Karen,
Agam Agochar Avikari,
Nirlep Ho, Har Shakti Se Pare,
Hum Aur to Kuch Bhi Jane Na,
Keval Gate Hain, Pavan Naam ,
Sweekaro Mere Pranaam,
Sweekaro Mere Pranaam, Prabhu!...

Aadi Madhya Aur Ant Tumhi,
Aur Tum Hi Aatm Adhare Ho,
Bhagton Ke Tum Pran Prabhu,
Is Jeevan Ke Rakhware Ho,
Tum Mein Jeeven, Janmen Tummen,
Aur Ant Karen Tum Mein Vishram,
Sweekaro Mere Pranaam,
Sweekaro Mere Pranaam, Prabhu!...

Charan Kamal Ka Dhyan Dharoon,
Aur Pran Karen Sumiran Tera,
Dinashray Deenanath Prabhu,
Bhav Bandhan Kato Hari Mera,
Sharnagat Ke (Ghan)Shyam Hari,
Hai Nath, Mujhe Tum Lena Tham,
Sweekaro Mere Pranaam,
Sweekaro Mere Pranaam, Prabhu!...
प्रभु! स्वीकारो मेरे परनाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुख-वरण प्रभु, नारायण हे! दु:ख-हरण प्रभु, नारायण हे! स्वीकारो मेरे परनाम...
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanHariom Sharan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..