Prabhuji More Avgun Chit Naa Dharo (प्रभुजी मोरे अवगुण चित ना धरो - भजन)


Prabhuji More/mere Avgun Chit Na Dharo,
Samdarshi Prabhu Naam Tiharo,
Chaho to Paar Karo ।
Ek Loha Pooja Me Rakhat,
Ek Ghar Badhik Paro ।
So Duvidha Paras Nahin Dekhat,
Kanchan Karat Kharo ॥
Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo..

Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo,
Samdarshi Prabhu Naam Tiharo,
Chaho to Paar Karo ।

Ek Nadiya Ek Naal Kahavat,
Mailo Neer Bharo ।
Jab Milike Dou Ek Baran Bhaye,
Sursari Naam Paro ॥
Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo..

Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo,
Samdarshi Prabhu Naam Tiharo,
Chaho to Paar Karo ।

Ek Maya Ek Brahm Kahavat,
Sur Shyam Jhagro ।
Ab Ki Ber Mujhe Paar Utaro,
Nahi Pan Jaat Taro ॥
Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo..

Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo,
Samdarshi Prabhu Naam Tiharo,
Chaho to Paar Karo ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
प्रभुजी मोरे अवगुण चित ना धरो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्रभुजी मोरे अवगुण चित ना धरो, समदर्शी प्रभु नाम तिहारो, चाहो तो पार करो ।
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanMeera BhajanMeera Bai BhajanSur Dasji Bhajan

Other Popular Prabhuji More Avgun Chit Naa Dharo Video

Prabhuji More Avgun Chit Naa Dharo By Krishna Chandra Thakurji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai Hanuman

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai, Sankat Haara Hai, Hanuman Hanuman..

Dekho Raja Bane Maharaj

Dekho Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane, Dekhon Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane ॥

Tar Jayega Le Naam Ram Ka

Tar Jayega Le Naam Ram Ka, Kahin Bit Na Jaye, Ye Jivan Kaam Ka, Tar Jayega Le Naam Ram Ka ॥

Mere Balaji Sarkar Main Tera Ho Jaun

Shiv Shankar Ke Avatar, Mere Balaji Sarakar, Das Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun, Kuchh Sisa Kar Kamaal, Main Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun ॥

Meri Balaji Sunenge Fariyad

Meri Balaji Sunenge Phariyad, Balaji Jarur Sunenge, Ab Hogi Naiya Paar, Ab Banenge Sare Kaam, Ab Mauj Baharen Saal, Balaji Jarur Sunenge, Meri Balaji Sunenge Phariyad,
Balaji Jarur Sunenge ॥