Pyare Karongi Kapol Lal (प्यारे करुँगी कपोलन लाल - भजन)


Pyare Karungi Kapolan Lal, Lal Meri Angiya Na Chhuvau
Pyare Karungi Kapolan Lal, Lal Meri Angiya Na Chhuvau ॥1॥
Yah Angiya Nahin Dhanush Janak Ko, Chhuvat Tutyo Tatkal ।
Nahin Angiya Gautam Ki Nari, Chhuvat Uthi Nandalal ॥2॥

Kaha Vilokat Bhrkuti Kutil Kar, Nahin Ye Pootna Khyal ।
Yah Angiya Kali Mat Samajho, Jaay Nathyo Patal ॥3॥

Girivar Uthay Bhayau Giridhari, Nahin Janyo Brajabal ।
Javauji Khelau Sakhan Sang Mili, Gaurav Ke Pratipal ॥4॥

Itni Sun Musikay Sanwaro, Linau Abir Gulal ।
Surdas Prabhu Nirkhi Chhirki Ang,Sakhiyan Kiyau Nihal ॥5॥
प्यारे करुँगी कपोलन लाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्यारे करुँगी कपोलन लाल, लाल मेरी अंगिया न छुवौ, प्यारे करुँगी कपोलन लाल
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun BhajanPushti Marg BhajanSurdas BhajanShrinath Ji BhajanNathdwara Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Maa Tu Hi Nazar Aaye

Munh Pher Jidhar Dekhun Maa Tu Hi Nazar Aaye, Maa Chod Ke Dar Tera Koi Aur Kidhar Jaye ॥

Aa Darsh Dikha De Meri Maa

Aa Darsh Dikha De Meri Maa, Tujhe Tere Laal Bulate Hai, Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain, Tujhe Ro Ro Pukare Mere Nain, Tujhe Tere Laal Bulate Hai, Aa Darsh Dikha De Meri Maa, Tujhe Tere Laal Bulate Hai ॥

Maa Ki Laal Re Chunariya

Maa Ki Laal Re Chunariya, Dekho Lahar Lahar Lehraye, Maa Ki Naak Ki Nathnia, Damdam Damdam Damki Jaye, Maa Ki Laal Re Chunariya, Dekho Lahar Lahar Lehraye ॥

Jai Mahakali Sherawali Saare Jag Ki Tu Rakhwali

Jai Mahakali Sherawali, Saare Jag Ki Tu Rakhwali, Tere Dar Pe Aane Ka Sajda Karoon, Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi, Jai Mahakali Sherowali, Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥