Raas Kunjan Me Thahrayo (रास कुन्जन में ठहरायो - भजन)


Raas Kunjan Mein Thahrayo,
Raas Madhuban Mein Thahrayo,
Sakhiyan Jove Bant,
Sanvaro Ab Tak Nahin Aayo,
Raas Kunjan Mein Thahrayo ॥
Radha Soch Kare Maan Mahin,
Koi Bilamayon,
Kun Jane, Kitagayo Sanvaro,
Ab Tak Nahi Aayo ॥

Raas Kunjan Mein Thahrayo,
Raas Madhuban Mein Thahrayo,
Sakhiyan Jove Bant,
Sanvaro Ab Tak Nahin Aayo,
Raas Kunjan Mein Thahrayo ॥

Itane Mein To Baji Bansuri,
Madhuban Dharanayo,
Daal-Daal Aur Paat-Paat Par,
Shyam Najar Aayon ॥

Raas Kunjan Mein Thahrayo,
Raas Madhuban Mein Thahrayo,
Sakhiyan Jove Bant,
Sanvaro Ab Tak Nahin Aayo,
Raas Kunjan Mein Thahrayo ॥

Koi Lyayo Laal Manjira,
Koi Daph Lyayon,
De De Taali Nachi Re,
Radhika Aasa Rang Chayo ॥

Raas Kunjan Mein Thahrayo,
Raas Madhuban Mein Thahrayo,
Sakhiyan Jove Bant,
Sanvaro Ab Tak Nahin Aayo,
Raas Kunjan Mein Thahrayo ॥

Jo Sukh Ko Bramha Shiv Tarse,
Gopi Jaan Payo,
Gopi Mandal Ugyare Chandrama,
Wo Bhi Sharmayo ॥

Raas Kunjan Mein Thahrayo,
Raas Madhuban Mein Thahrayo,
Sakhiyan Jove Bant,
Sanvaro Ab Tak Nahin Aayo,
Raas Kunjan Mein Thahrayo ॥
रास कुन्जन में ठहरायो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रास मधुबन में ठररायो, सखियाँ जोवे बाँट, साँवरो अब तक नहीं आयो, राधा सोच करे मन माही ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanRaas BhajanMaharas BhajanSharad Purnima Bhajan

Other Popular Raas Kunjan Me Thahrayo Video

Gopaldas Vaishnav

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hamari Pyari Radha Ke Ratan Rangile Naina

Hamari Pyari Radha Ke, Ratna Rangile Naina, Ras Barse Ras Roop Madhuri, Rasmay Rasile Baina...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Chhath Pooja Geet

Bhakti Bharat brings to you the folk songs and bhajans sung during this holy festival, including the lyrics and videos of the songs.

Kala Kala Sanwariyan Hari Hari Tulsi

A popular devotional song (bhajan) sung during the month of Kartik and on the occasion of Tulsi Vivah Kala Kala Sanvariyan Hari Hari Tulsi, Bansi Bajave Sanwariya Lehre Leve Tulsi By Bhakti Bharat.