Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan (राधा माधव की मंद मंद मुस्कान:भजन)


Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan,
Madhur Madhur Madhurila Chabi Pe,
Jag Sara Kurban,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥
Sundar Bastra Bhushan Pahane,
Adbhut Roop Chata Kya Kehne,
Jo Dekhe Dekhta Rahi Jaye,
Mukh Se Hate Na Dhyan,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥

Brajlila Adhar Hain Donon,
Sarv Saar Ko Saar Hain Donon,
Dekhan Mein Bhale Hi Do Lagen,
Par Ek Tan Maan Praan-Radha Madhav,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥
BhaktiBharat Lyrics

Madhur Madhur Bansi Jab Baje,
Har Koi Jhumein Har Koi Naache,
Madhup Yugal Hari Ka Yah Darshan,
Mangal-Mool Nidhaan,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥
राधा माधव की मंद मंद मुस्कान:भजन - हिन्दी में पढ़ें
राधा माधव की मंद मंद मुस्कान, मधुर मधुर मधुरीली छबि पै, जग सारा कुर्बान, राधा माधव की मंद मुस्कान ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanGaurav Krishna Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥

Chali Paniya Bharan Shiv Naar

Ithalati Hui Bal Khati Hui, Chali Paniya Bharan Shiv Naar, Sagar Se Utri Gagariya ॥

Bhole Teri Nirali Shan

Bhole Teri Nirali Shan, Kare Jagat Ka Tu Kalyan, Sabko Saran Mein Rakhle Apni, Tujhsa Nahi Mahan, O Bhole Tera Jawab Kaha, Bhole Teri Nirali Shan ॥

Kaal Kya Karega Mahakal Ke Aage

Kar Lunga Do-do Baat Main, Us Kaal Ke Aage