Radhe Rani Ke Chakar Me Shyam Janana Ban Geya Re (राधे रानी के चक्कर में श्याम जानना बन गया रे - भजन)


Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re,
Chudi Vechan Gaya Mahal Mein Are Mahanga Pad Gaya Re,
Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re
Sadi Pehni Lehnga Pehna Dahara Rupesh Lugai Ka,
Laamba Laamaba Ghungata Kaataya Poora Gach Gaya Re,
Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re

Chudi Lelo Chudi Lelo Galee Mahalo Mhare Hai,
Chudi Pahanava Radha Ji Ke Peechhe Pad Gaya Re,
Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re
Bhaktibharat Bhajan

Hole Hole Pahnaave Chudi Kas Ke Hath Dababe Re,
Hath Mard Ka Vesh Janaana Khel Bigad Gaya Re,
Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re

Aisa Hath Dabaya Kas Ke Pit Gaya Radhe Rani Se,
Huee Pitaee Banwari Aur Kapda Uttar Gaya Re,
Radhe Rani Ke Chakkar Mein Shyam Janana Ban Gaya Re
राधे रानी के चक्कर में श्याम जानना बन गया रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राधे रानी के चक्कर में श्याम जानना बन गया रे, चूड़ी वेचन गया महल में अरे महंगा पड़ गया रे, राधे रानी के चक्कर में श्याम जानना बन गया रे
Bhajan Radhe Rani BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..