Ram Lakshman Ke Sang Janki (राम लक्ष्मण के संग जानकी, जय बोलो हनुमान की - भजन)


Ram Lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki,
Ram Lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki ॥
Bal Buddhi Hume Gyan Do,
Nit Papo Se Hum Sab Tale,
Bal Buddhi Hume Gyan Do,
Nit Papo Se Hum Sab Tale,
Baith Kar Tere Dware Pe Hum,
Tere Charanon Ki Pooja Kare,
O Tere Charanon Ki,
Tere Charanon Ki Pooja Kare,
Aisi Bhakti Do Nishkam Ki,
Ram-lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki ॥

Bhav Sagar Khiveeya Ho Tum,
Paar Karate Ho Majhadhar Se,
Bhav Sagar Khiveeya Ho Tum,
Paar Karate Ho Majhadhaar Se,
Nij Bhakto Ke Sankat Sada,
Door Karate Bade Pyaar Se,
Door Karate Ho,
Door Karate Bade Pyaar Se,
Baat Hoti Hai Jab Aan Ki,
Ram Lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki ॥

Bolo Ram Bolo Ram Bolo Ram,
Bolo Ramam Ma Ma Ma ॥

Kitane Patito Ko Pavan Kiya,
Mera Tan Man Tera Ho Gaya,
Kitne Patito Ko Pavan Kiya,
Mera Tan Man Tera Ho Gaya,
Ram Chandra Ji Paakar Tumhe,
Chir Bhakti Mein Yoon Kho Gaya,
Man Mein Jyoti Jale Gyan Ki,
Jai Bolo Hanuman Ki,
Ram-lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki ॥

Karte Bhakti Sada Ram Ki,
Jai Bolo Hanuman Ki,
Ram Lakshman Ke Sang Janki,
Jai Bolo Hanuman Ki ॥
राम लक्ष्मण के संग जानकी, जय बोलो हनुमान की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम लक्ष्मण के संग जानकी, जय बोलो हनुमान की...
Bhajan Ram BhajanLaxman BhajanJanki BhajanMata Sita BhajanHanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanHanuman Jayanti Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Naino Mein Teri Jyoti Sanso Mein Tera Naam

Naino Mein Teri Jyoti, Sanso Mein Tera Naam, Mahabali Bajarangi, Maan Mein Hai Tera Dhaam,
Naino Main Teri Jyoti, Sanso Main Tere Naam ॥