Ram Naam Sukhdai Bhajan Karo Bhai Yeh Jeevan Do Din Ka (राम नाम सुखदाई, भजन करो भाई - भजन)


Ram Naam Sukhdai Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥
Ye Tan Hai Jangal Ki Lakadi, Ye Tan Hai Jangal Ki Lakadi
Aag Lage Jal Jaye, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ye Tan Hai Kagaj Ki Pudiya, Ye Tan Hai Kagaj Ki Pudiya
Hawa Chale Udd Jaayi, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ye Tan Hai Maati Ka Dhela, Ye Tan Hai Maati Ka Dhela
Boond Pade Gal Jaye, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ye Tan Hai Phoolo Ka Bagicha, Ye Tan Hai Phoolo Ka Bagicha
Dhoop Pade Murjhai, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ye Tan Hai Kachchi Hai Hawali, Ye Tan Hai Kachchi Hai Hawali
Pal Me Toot Jaye, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ye Tan Hai Sapno Ki Maya, Ye Tan Hai Sapno Ki Maya
Aankh Khule Kuchu Naahi, Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
॥ Ram Naam Sukhdai...॥

Ram Naam Sukhdai Bhajan Karo Bhai
Ye Jeevan Do Din Ka
राम नाम सुखदाई, भजन करो भाई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम नाम सुखदाई, भजन करो भाई, ये जीवन दो दिन का...
Bhajan Shri Ram BhajanJanki BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Ram Naam Sukhdai Bhajan Karo Bhai Yeh Jeevan Do Din Ka Video

By Tripti Shakya

By Pandit Gaurangi Gauri Ji

By Pujya Prembhushanji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥