Sakhi Chalo Nand Ke Dwar (सखि चलो नंद के द्वार - भजन)


Sakhi Chalo Nand Ke Dwar,
O Dwar,
Lala Ke Darshan Kar Aaven,
Lala Ke Darshan Kar Aaven ॥
Yashoda Ne Lala Jaayo Hai,
Yashoda Ne Lala Jaayo Hai,
Ghar-ghar Mein Anand Chhayo Hai,
Ghar-ghar Mein Anand Chhayo Hai,
Sab Bhaktan Ke Man Bhayo Hai,
Sab Bhaktan Ke Man Bhayo Hai,
Mil Gao Mangalachar,
O Char,
Lala Ke Darshan Kar Aaven,
Lala Ke Darshan Kar Aaven ॥

Bhayau Chandravansh Ujiyarau Hai,
Bhayau Chandravansh Ujiyarau Hai,
Mit Gayau Dukhad Andhiyarau Hai,
Mit Gayau Dukhad Andhiyarau Hai,
Aaj Jagau Bhaag Hamarau Hai,
Aaj Jagau Bhaag Hamarau Hai,
Milyau Aaj Janm Kau Saar,
O Saar,
Lala Ke Darshan Kar Aaven,
Lala Ke Darshan Kar Aaven ॥

Jo Milau Nahin Sukh Tribhuvan Mein,
Jo Milau Nahin Sukh Tribhuvan Mein,
Vo Vikhar Rahyau Braj Galiyan Mein,
Vo Vikhar Rahyau Braj Galiyan Mein,
Mach Rahi Loot Braj Rasikan Mein,
Mach Rahi Loot Braj Rasikan Mein,
Lut Gayau Kunvar Majhdhaar,
O Dhaar,
Lala Ke Darshan Kar Aaven,
Lala Ke Darshan Kar Aaven ॥

Sakhi Chalo Nand Ke Dwar,
O Dwar,
Lala Ke Darshan Kar Aaven,
Lala Ke Darshan Kar Aaven ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
सखि चलो नंद के द्वार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सखि चलो नंद के द्वार, ओ द्वार, लाला के दर्शन कर आवें, लाला के दर्शन कर आवें ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Om Mahakal Ke Kal Tum Ho Prabhu

Om Mahakal Ke Kaal Tum Ho Prabho, Gun Ke Aagaar Satyam Shivam Sundaram, Kar Mein Damroo Lase Chandrama Bhaal Par, Ho Nirakar Satyam Shivam Sundaram ॥

Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki

Jab Se Dekhi Surat, Maine Mahakal Ki, Duniya badal Hi gayi, Duniya Badal Hi Gayi ॥

Bhole Teri Banjaran

Banjaran Main Banjaran, Bhole Teri Banjaran, Baijnath Main Gayi, Vishwanath Bhi Gayi..

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena, Hai Aapke Hatho Mein Meri Bigdi Bana Dena ॥