Sanwariye Ne Bhule Naa Ek Ghadi (सवारिये ने भूलूं न एक घडी: भजन)


Puran Brahm Puran Gyan
Hai Ghat Mai, So Aayo Raha Anand
Aur Suni Muni Jan, Padhat Ved Shastr Ang
Mari Janam Gokul Me Ghate
Mitat Sab Duhkh Duhkh
Aaj Ko Anand Anand Anand
Aaj Hi Anand Anand Anand
Mathura Nagar Me, Janam Payo
Ho Mathura Nagar Me, Janam Payo
Ho Khelat Khele Gokul Ri Gali
Sanwariye Ne Bhulun Na Ek Ghadi
Ho Bhulun Na Ek Ghadi, Sanwariye Bhulun Na Ek Ghadi...

Ho Khele Gokul Pooree Galee
Sanwariye Ne Bhulun Na Ek Ghadi
Krshan Jee Ko Bhulun Na Ek Ghadi
Ho Bhulun Na Ek Ghadi, Sanwariye Bhulun Na Ek Ghadi..

Maat Yashoda Palan Hidole
Hath Me Resham Ri Chhadi
Sanwariye Ne Bhulun Ne Ek Ghadi
Krshan (Krshna) Ji Ko Bhulun Na Ek Ghadi

Kaanu (Krshna) Maare Jeev Ri Jhadi
Sanwariye Ne Bhulun Ne Ek Ghadi
Krshan Jee Ko Bhulun Na Ek Ghadi

Maat Yashoda Dahido Bilowe
Ho Haath Mein Makhan Ri Dali
Sanwariye Ne Bhulun Ne Ek Ghadi
Krshan Ji Ko Bhulun Na Ek Ghadi

Meera Ke Prabhu Girdhar Naagar
Ho Khojo Khojo Khabar Badi
Balude Ne Bhulun Na Ek Ghadi
Kaanu (Krshna) Maare Jeev Ri Jhadi
Sanwariye Ne Bhulun Ne Ek Ghadi
Krshan Jee Ko Bhulun Na Ek Ghadi
सवारिये ने भूलूं न एक घडी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
पूरन ब्रह्म पूरन ज्ञान, है घाट माई, सो आयो रहा आनन्द, और सुनी मुनि जन, पढ़त वेद शास्त्र अंग...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanManganiyar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Sanware Data Mere Tera Shukriya Hai

Mujhe Jo Bhi Kuch Mila Hai, Tumne Hi Sab Diya Hai, O Sanware Data Mere, Tera Shukriya Hai...

Main Kitna Adham Hu Ye Tum Hi Jano

Main Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Main Kya Chaahta Hoon, Ye Tum Hi Jaano, Mai Kitna Adham Hoon, Ye Tum Hee Jaan ॥

Hey Banke Bihari Girdhari Ho Pyar Tumhare Charno Mein

Hey Banke Bihari Girdhari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein, Natwar Madhusudan Banwari, Ho Pyar Tumhare Charanon Mein...

Tha Bin Dheenanath Aangli Kun Pakadsi Ji

Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Kun Pakadsi Ji Saanwara, Kun Pakadsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji, Mhaari Peed Haro Ghanshyam Aaj, Thaane Aaya Sarsi Ji, Tha Bin Deenanath, Aangli Kun Pakadsi Ji ॥

Itna to Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle

Itna to Karna Swami Jab Pran, Jab Pran Tan Se Nikle Govind Naam Lekar, Phir Pran Tan Se Nikle ॥