Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai (सारे जगत में सबसे प्रथमें तुम्हें मनाते हैं: भजन)


Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa,
Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa,
Teri Jai Jaikar Lagate Hai Jai Jai Ganaraj,
Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥
Tere Musak Sawari Ganapati Bappa,
Lage Ati Pyari Ganapati Bappa,
Teri Surat Hai Nyari Ganapati Bappa,
Maine Dil Mein Utari Ganapati Bappa,
Maan Ke Mandir Mein tujhko Bithate Hai Jai Jai ganaraj,
Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥

Tu Vighn Ko Harata Ganapati Bappa,
Tu Mangal Karata Ganapati Bappa,
Tu Gajmukh Data Ganapati Bappa,
Tu Hai Bhagya Vodhata Ganapati Bappa,
Tujhe Laddvan Ka Bhog Lagate Hai Jai Jai Ganaraj,
Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Ho Shiv Dulare Ganapati Bappa,
Gora Maya Ke Pyare Ganapati Bappa,
Girdhari Ne Jana Ganapati Bappa,
Jisne Tumko Hai Mana Ganapati Bappa,
To Dukh Uske Mit jate Hai Jai Jai Ganaraj,
Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥
सारे जगत में सबसे प्रथमें तुम्हें मनाते हैं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बप्पा हो बप्पा गणपति बप्पा बप्पा हो बप्पा गणपति बप्पा तेरी जय जयकार लगाते हैं जय जय गणराज सारे जगत में सबसे प्रथमें तुम्हें मनाते हैं ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge